Happy Birth Day 2000 & Old 500 Rs note & Demonetisation anniversary.(Hindi)

Happy Birth Day 2000 & 500 Rs note. Aj 8 November 2017 or 2000 & 500 Rs note ki age 1 year ho gaya. Last year 8 November 2016 me 1000 Rs or old 500 Rs note ki date ho gaya tha matlab closed ho gaya tha.

Prime minister Narendra modi 8 November 2016 aaj ki din me 1000 Rs & 500 Rs note ko banned lagaya tha. Or 2000 Rs & new 500 Rs note ki janam diya tha. Demonetization na sara public ko atm ki line me khara kar diya tha, or log Khana pina chodka atm ki line me khara tha, Kuj log to atm ki sat din gujara
Or India me sab kuch ajeeb si ho rahi thi qki kuj din phahala Jio aya tha or Jio ki sim lana kaliya logo ko line me khara ho na para. Demonetization se Indian people ko bohat problem huya but India ko faida hua. Demonetization ko kuj log support nahi kiya but 80% log support kiya tha.
Ak new world create karna liye kuch badlav karni chahiye tha wo Narendra modi ji kiya tha.
Demonetization se abhi bhi problem hai jo 1Rs, 2Rs coin ki sankhya jada ho chuki ha.
Jab 1000Rs & old 500 Rs note banned huya tha tap Indian people kaya kara ga kuj samaj me nahi tha. 8 November 2016 me 8:00 pm pe narendra modi ji announce kiya tha 1000 Rs or 500 Rs ki note bandh ho jaye ga or new note 2000 Rs & 500 Rs chalu hoga. Demonetization se Indian economic value jada hoga ha. Note bandi ko la ka kuj funny video viral ho gaya tha, or sara news channel ki TRP jada ho gaya tha qki log movie, serial, entertainment show chor ka news channel dekh raha tha. Uss time sara admi same ho gaya qki kisi ke pass money nahi tha. Or atm ki line me bahut kuj huya, ak atm ka saamna 2 weeks line tha or kuj atm line pe fitting bhi chal raha tha or police ne saant kiya. uss time Har taraf demonization ko laka bata ho raha tha, or bahut black money kabja kiya gaya tha. Aj 8 November 2017 or ak sall ho gaya 1000 Rs or old 500 Rs guzar chuki ha. Miss u 1000 Rs & 500 Rs note, tum log bohut acha tha hama sa tum dono ko miss karunga.
Or new 500 Rs & 2000 Rs tumhari bajasa ak new India create huya ha. Demonization sa Atm ki lambi line abhi bhi yaad raha ha.
Friends kuj log tha jiska black money tha or wo money ko jab tanceper kar raha tha tap police ne arrest kar liya or uss logo ki pass sa sara black money laliya. Kuj log thora intelligent ha wo aap na back money ko car ki undar me chupa ke la ja raha tha, police ne uss logo ko arrest kar liya tha.
Friends 8 November 2016 ka din apko yaad hai to pls comment karo.
Or friends aapko ye post kaisa laga pls comments karda na. Thanks for support, Thank you.

Post a Comment

0 Comments