Aadhar card ki virtual ID kaise taiyar kare

Friends aaj main bataunga online me Aadhar card ki virtual ID kaise taiyar kare. Dosto aap ki bank account & mobile number se aadhar Card link kiya gaya hai. Uski wajah se bahut sari fraud website aapki Aadhaar card ki jankari rakhte Hain aur bahut Sare scam Bhi Hota Hai. Aapki Aadhar card ki number secure Nahi Hai, isliye Indian government ne aadhar card ko secure rakhne ke liye virtual ID launch Kiya Hai. Is virtual ID ke baje se aap aur ek Aadhaar number create kar sakte, woh Aadhaar number 16 number ki hoga. Is Aadhar virtual ID number ko aap Ko Chorke ke aur koi nahi dekh sakte hain. Aur aapka Aadhaar number safe and Secure rahega.
Aadhar virtual ID generate

Aadhar virtual iD create kaise kare

Dosto Aadhaar Ki virtual ID create karna bahut busy hai. Main aapko kuch steps bataunga aur aap ko follow karna hai, aur aapka aadhaar card ki virtual id number create ho jayega.

Dosto aapke paas Aadhaar card hona chahiye aur wo aadhar card ke sath jo number connect hai wo number paas mein Rehna chahiye.

Generate Aadhaar UID number

Step-1

First aapko Google mein jaana hai or type karna hai ''Aadhaar''
First me jo website show hoga wo website Mein click karna hai. ( uidai.gov.in )

Step-2

Aadhaar ki website open karne ki baat ''Virtual ID (VID) Generator'' me click karna hai.

Step-3

Aapke paas ek form Khul Ke aa jayega phir aap ko Aadhar number dene ko Bula Jayega, aapko aadhar number type karna hai aur security code dena hai jo wahan pe Ek security code Dikhai dega wo aapko type karna hai. Aap ki Aadhaar card ki saat jo mobile number register kya gaya hai wo number pe Ek OTP aayega. OTP to type karna hai phir submit button par click karna hai.
Aapka register mobile mein ek SMS aa jayega aur aapka Aadhar virtual ID woha pe bhej diya Jayega.


Dosto aapka Aadhaar virtual ID generate ho gaya hai tu post ko share karna. Thank You.

Post a Comment

1 Comments

  1. Unique Identification Authority of India (UIDAI), Government of India, has provided Aadhaar Self Service Update Portal to enable the Aadhaar Card holders to update i. Download E Aadhar Card How can a person obtain PAN - Permanent Account Number?

    ReplyDelete